Description Wo na aa saka samajh mein Saqi ki nigaahon mein Har dukh ki dawa mein bhi Majzoob ki sohbat mein Moosa a.s. ke asaa mein bhi Younus a.s. ke wazeefay mein Zainab s.a. ki zabaan mein bhi Abbas a.s. ke jazbay mein
This video is the ending part of Muhammad Samie’s “WO JALI HAI YA KHAFI HAI”.[Roman Urdu] Wo Na Aa Saka Samajh Mein Lyrics
Na sama saka nazar mein
Hai parda nasheen lekin
Jalwa-numa hai sab mein
Murshid ki panaahon mein
Mulla ki kitaabon mein
Pardon mein hijaaabon mein
Har chup ki sada mein bhi
Is aab-o-hawa mein bhi
Is arz-o-sama mein bhi
Aashiq ki mohabbat mein
Maa baap ki soorat mein
Is mitti ki moorat mein
Eesa a.s. ki shifa mein bhi
Yahya a.s. ki haya mein bhi
Yusuf a.s. ki adaa mein bhi
Nabiyon a.s. ke saheefay mein
Qur’aan ke khazeenay mein
Makkay mein madinay mein
Akbar a.s. ki azaan mein bhi
Haider a.s. ki willa mein bhi
Zahra s.a. ki dua mein bhi
Shabbir a.s. ke sajday mein
Narra-e-Haideri a.s. mein
Noor-e-Muhammadi s.a.w.w. mein
—
Singer: Muhammad Samie
Poet: Muhammad Samie
Composer: Muhammad Samie
Wo Na Aa Saka Samajh Mein Lyrics – Muhammad Samie
Muhammad Samie Lyrics
Albums: Short Sufi Spells (Chapter 2) by Muhammad SamieTopics: Sufi NasheedsLanguages: Urdu
Table of Contents
COMMENTS