Description Dil woh abaad nahi jis mein teri yaad nahin Dard ka had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa Meri mai’raaj-e-sukhan zikr tera sham-o-sahar Ay gham-e-yaar tere dam se hai ta’meer-e-hayat Us ki hasrat hai jise dil se mita bhi na sakun Dhundne ko tujhe ay mere na milne wale Jaam jab peene lage mu se kaha bismillah Sar hai sajday mein tera dil mein talab hooron ki Khaak urhao keh yeh woh daor-e-sitam hai logo — Composition: Muhammad Samie Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie Poets: Bu Ali Shah Qalandar | Allama Iqbal | Meer Taqi Meer | Mirza Ghalib | Bedam Shah Warsi | Baba Zaheen Shah | Qamar Jalalvi | Qateel Shifai | Seemab Akbarabadi | Muhammad Samie Music: Jay Ali Release Date: February 6, 2021
“Dil woh abaad nahi jis mein teri yaad nahin” is another Urdu ghazal, expressing the sentiment that the heart cannot find peace without the remembrance of the beloved. It’s not a nasheed in the traditional sense but shares themes of longing and devotion often found in Sufi poetry.[Roman Urdu] Yaad Lyrics
Hai woh kafir jo teri raah mein barbaad nahin
Ishrat-e-qatra hai dariyaa mein fanaa ho jaanaa
Meri hasti ki baqa tujh mein fana ho jaanaa
Tu salamat hai to hasti meri barbaad nahin
Dhundne us ko chala hun jise paa bhi na sakun
Woh chala hai jise apna hi pata yaad nahin
Yeh na samjhe koi rindon ko Khuda yaad nahin
Falsafa rasm-e-ibaadat ka tujhe yaad nahin
Sab ko sab ki hai khabar, apna kiya yaad nahin
Singer: Muhammad Samie
Yaad Lyrics – Muhammad Samie
Muhammad Samie Lyrics
Albums: Short Sufi Spells (Chapter 1) by Muhammad SamieTopics: Sufi NasheedsLanguages: Urdu
Table of Contents
COMMENTS